um ne tum se tum ne hamara rishta joda gham se Ek wafa ke siwa kaun si khata huvi thi humse Kabhi bandhan juda liya kabhi daaman chuda liya ...(3) Oh saathi re kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya Kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya Tere vaade woh irade tere vaade woh irade Oh saathi re sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya Sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Baat kuch samaj na aaye kami kya hame paayi Ek tarfa yeh mohabbat humi ne sirf nibhayi Jaam chaahat ka dekar zaher nafrat ka pila diya...(2) Zaher nafrat ka pila diya Tere vaade woh irade tere vaade woh irade Oh saathi re sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya Sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Umar bhar sona sakege kisi ke hona sakege Ajnabee to ho jaao gair hum ho na sakege Kisi begaane ki khaatir tumne apno ko bhoola diya...(2) Tumne apno ko bhoola diya haan tumne apno ko bhoola diya Tere vaade woh irade tere vaade woh irade Oh saathi re sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya Sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Ab mujhe jeena nahin sanam yeh zaher peena nahin sanam ...(2) Janam janam ka naata chand lamhon mein mita diya ...(2) Chand lamhon mein mita diya Tere vaade woh irade tere vaade woh irade Oh saathi re sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya Sab kucch bhula diya yeh wafa kaisa sila diya
Kabhi bandhan juda liya kabhi daaman chuda liya ...(2) Oh saathi re kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya Kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya Oh mitwa re Kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya Oh mitwa re Kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya Oh mitwa re Kaisa sila diya yeh wafa ka kaisa sila diya