Jaspinder: Jaise hawa mein udte hain ye panchhi Oh mere hamnasheen, ud jaayein ham kahin Bana le ghar ham aisi jagah par Hamein na ho kabhi kisi ka jahaan darr Oh mere jaaneman, kehti hai ye lagan Mil jaayegi hamein manzil apni ik din Teri chaahat mein paagal hoon Diwaani hoon main diwaani hoon Kahoon main kya karoon main kya Diwaani hoon main diwaani hoon
Sonu: Teri chaahat mein paagal hoon Diwaana hoon main diwaana hoon Kahoon main kya karoon main kya Diwaana hoon main diwaana hoon haan!
Gauri: Dil lena hai toh, dil dena bhi hoga Kuchh kehna bhi hoga, kuchh sun-na bhi hoga Mohabbat ka ye donon pe hai karam Aa waada kar lein ham chaahat na ho ye kam Oh mere jaaneman, kehti hai ye lagan Mil jaayegi hamein manzil apni ik din Aise na ghabra, baanhon mein aa bhi jaa Sun le kehti hai kya meri ye dhadkan Teri chaahat mein paagal hoon Diwaani hoon main diwaani hoon Kahoon main kya karoon main kya Diwaani hoon main diwaani hoon
Sonu: Teri chaahat mein paagal hoon Diwaana hoon main diwaana hoon Kahoon main kya karoon main kya Diwaana hoon main diwaana hoon ha! Ha!
Jaspinder: Teri chaahat mein paagal hoon Diwaani hoon main diwaani hoon Kahoon main kya karoon main kya Diwaani hoon main diwaani hoon
Sonu: Oh meri jaaneman, kehti hai ye lagan Mil jaayegi hamein manzil apni ik din
Jaspinder: Aise na ghabra, baanhon mein aa bhi jaa
Gauri: Sun le kehti hai kya meri ye dhadkan
Jaspinder: Teri chaahat mein paagal hoon Diwaani hoon main diwaani hoon
Gauri: Kahoon main kya karoon main kya Diwaani hoon main diwaani hoon
Sonu: Teri chaahat mein paagal hoon Diwaana hoon main diwaana hoon Kahoon main kya karoon main kya Diwaana hoon main diwaana hoon, hanh
Sonu: (Teri chaahat mein paagal hoon Kahoon main kya karoon main kya) -2