tere liye hum hain jiye honton ko siye tere liye hum hain jiye har aansoon piye dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye tere liye, tere liye tere liye hum hain jiye har aansoon piye tere liye hum hain jiye honton ko siye dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye tere liye, tere liye zindagi leke aayi hain beete din ki kitaab - 2 gher hain ab hamein yaadein bemisaal bin pooche mile mujhe itne saare jawab chaaha tha kya, paaya hai kya hum bhi dekhiye dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye tere liye, tere liye kya kahoon duniya ne kiya mujhse kaisa bair - 2 hukoom ka main jiyoon lekin tere bagair nadaan hai woh kehte hain jo mere liye tum ho gair kitne sitam hum pe sanam logon ne kiye dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye tere liye, tere liye tere liye hum hain jiye honton ko siye tere liye hum hain jiye har aansoon piye dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye tere liye, tere liye tere liye, tere liye - 2