С риском для жизни Footpath, 2003 Soorat Pe Teri Pyar Aave
Varee jau sanam varee jau Aayee aave, aayee aave, aayee aave......... - (2)
Tere liye dil duwa karta hai, tere liye dil Varee jau mai, varee jau mai Tere liye dil faisla karta hai, tere liye dil Varee jau mai, varee jau mai Surat pe teree pyar aave, varee jau mai, varee jau mai Bin tere abb raha naa jave, varee jau mai, varee jau mai Surat pe teree pyar aave, bin tere abb raha naa jave Mahiya ve (Tum pe dil aayee aave - (4) Surat pe teree pyar aave, bin tere abb raha naa jave Mahiya ve) - (2)
Tum pe dil aayee aave - (4) Tere liye dil duwa karta hai, tere liye dil Tere liye dil faisla karta hai, tere liye dil Yaree yaree teree yaree lage dil ko pyaree Teree yaree lage dil ko pyaree, aayee aave aayee aave Haree haree teree chahat me chain mai haree Teree chahat me chain mai haree Aaj kal rat bhar nind aatee nahee Inn labon se teree pyas jatee nahee Tanhayee me hosh udave - (2) Har pal teree yad satave Mahiya ve Tum pe dil aayee aave - (4)
Tere liye dil duwa karta hai, tere liye dil Tere liye dil faisla karta hai, tere liye dil Meree meree (too hai kamjoree kambakht meree -2) Aayee aave aayee aave Teree teree (mujhe har vakt khvahish hai teree -2) Yeh teraa ishk toh hai shikaree bada Mai gaya jan se pech aisa lada Betabee mujhko tadpave -2, kaun bhala mujhko samjhave Mahiya ve Tum pe dil aayee aave - (4) Surat pe teree pyar aave, bin tere abb raha naa jave Mahiya ve Tum pe dil aayee aave - (4) Aayee aave, aayee aave, aayee aave, aayee aave Tum pe dil tum pe dil aayee aave