Hello Aap yahaan aaye Kisliye? Aapne bulaayaa Isliye Aaye hain to kaam bhi bataayiye Haa haa Pahle zaraa aap muskuraayiye Aap yahaan aaye Kisliye? Aji aapne bulaayaa isliye Aaye hain to kaam bhi bataayiye Naa naa Pahle zaraa aap muskuraayiye Muskuraane ki na koyi baat hai Aji dekhiye to kyaa haseen raat hai Oho kaam to bataayiye bataayiye Na na na Pahle zaraa aap muskuraayiye Aap yahaan aaye kisliye?
Tere binaa haay Haan ? Neend nahin aati hai Really ! Yaad teri aakar Aahaa Roz tadpaati hai Sachmuch ? Apnaa banaa lo Haath zaraa thaam lo Waah waah waah Baar baar poochho naa Kyaa ? Dil se bhi kaam lo Kaam to bataao Kaam seedhaa saadhaa hai Bolo bolo Aji lenaa ek waadaa hai Kyaa ? Aajaa aajaa Shaadi kaa iraadaa hai, Kyaa Kyaa Shaadi kaa iraadaa hai Shaadi kaa iraadaa hai Shaadi? Aur tumse? Shaadi kaa iraadaa hai No no no Shaadi? Naa baabaa naa Magar kyon? Shaadi to barbaadi hai Kyaa kahti ho? Chhin jaati aazaadi hai Bye bye Suno to Mona suno to Ta ta
Aap yahaan aaye kisliye? Aapne bulaayaa isliye Aaye hain to kaam bhi bataayiye Haa haa Pahle zaraa aap muskuraayiye Pahle zaraa aap muskuraayiye
Haay Aap yahaan aaye Kisliye? Arre ! Aapne bulaayaa Isliye Hmm Aaye hain to kaam bhi bataayiye Haa haa Pahle zaraa aap muskuraayiye Aap yahaan aaye Kisliye? Aapne bulaayaa isliye Achchaa Aaye hain to kaam bhi bataayiye Pahle zaraa aap muskuraayiye Muskuraane ki na koyi baat hai Aji dekhiye to kyaa haseen raat hai Oh Kaam to bataayiye bataayiye Ha ha ha Pahle zaraa aap muskuraayiye Aap yahaan aaye kisliye?
Maine kahaa Kaam to bataayiye Kaam Haan Kaam seedhaa sadaa hai Lenaa ek waadaa hai Achchaa Pyaar to nibhaaoge Nibhaaungaa Hmm Bhool to na jaaoge Na bhoolungaa Doli leke aaoge Aaungaa Shaadi bhi rachaaoge Rachaaungaa Cinema dikhaaoge Dikhaaunga Aah Khana bhi pakaaoge Pakaaungaa Bachhe bhi khilaaoge Khilaaungaa Roz na sataaoge Kabhi nahin Phir toham tumhare hain Very good Tere hi sahaare hain Jolly good Dil bhi tumhaara hai Kyaa kahne Ham bhi tumhaare hain Waah waah waah waah waah Ham bhi tumhaare hain Waah waah waah Ham bhi tumhaare hain