Aayi, khushi ki hai yeh raat aayi Sajdhajke baaraat hai aayi Dheere dheere gham ka saagar Tham gaya aankhon mein aakar Goonj uthi hai jo shehnaai To aankhon ne yeh baat bataayi
Hamesha tumko chaaha aur chaaha Aur chaaha chaaha chaaha Hamesha tumko chaaha aur chaaha kuch bhi nahin Tumhe dil ne hai pooja, pooja, pooja Aur pooja kuch bhi nahin Na na nahin, na na nahin nahin nahin nahin nahin Kuch bhi nahin, ho kuch bhi nahin Oh, kuch bhi nahin
Khushiyon mein bhi chhaayi udaasi Dard ki chhaaya mein voh lipti Kehne piya se bas yeh aayi - 2
Jo daag tumne mujhko diya Us daag se mera chehra khila Rakhoongi main isko nishaani banaakar Maathe pe isko hamesha sajaakar O preetam, o preetam bin tere mere is jeevan mein Kuch bhi nahin, nahin, nahin, nahin, nahin Kuch bhi nahin
Beete lamhon ki yaadein lekar Bojhal kadmon se voh chalkar Dil bhi roya aur aankh bhar aayi Mann se aawaaz hai aayi
Voh bachpan ki yaadein Voh rishte voh naate voh saawan ke jhoole Voh hasna, voh hasaana, voh roothke phir manaana
Voh har ek pal mein dil mein samaaye diye mein jalaaye Le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon
O preetam, o preetam Bin tere mere is jeevan mein Kuch bhi nahin nahin nahin nahin nahin Kuch bhi nahin Hamesha tumko chaaha, aur chaaha chaaha chaaha