Lahu luhaan hua hai falak Yeh kaisa loha pighla hai Ek suraj doob gaya peeche Ek suraj saamne nikla hai
Haan.. Maana-waana ishq-vishq pe zor toh nahin Dil mein dum hai, haal-chaal kamzor to nahin Ishq ki chaal pe maat manzoor hai
Arey o bandey mauqa hai Arey o chalne-walne ka mauqa hai Ho ishq mein jalke aag hui jab moz’zam hua Haan ishq me jalke aag hui to…
Nakhriley.. nakhrile, nakhreele do rasheele Humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi Ho.. nakhriley, nakhriley do rasheele Humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi
O laawarishon ki na poocho Unka sagga ek dil hai
(..sargam..)
Laawarishon ka na koi Haan unka bada ek dil hai
Hai sajde mein aakhein wo uthayein Hum uske hain to jalwa dikhayein Hai sajde mein aakhein wo uthayein Hum uske hain to jalwa dikhayein Ho chhaliya chhal gaye, chhal gaye, chhal gaye wo naina
Khatm kare jo haaye Bhasm kare jo hai Shaam bujhaye aur jalaye Kat jaaye ratiya, ratiyan, ratiya.. Chal na raakh ho jaayein
Arey o bandey mauqa hai Arey o chalne-walne ka mauqa hai Ho ishq me jalke aag hui to…
Nakhriley.. nakhreele, nakhreele do rasheeley Humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi
Haan… Dardile, dardile qisse saare dardile Dardile.. rishte saare dardile Yeh qisse saare.. dardile Ye rishte saare.. dardile Afsaane saare hote hain.. dardile
Teri aankhon ki aab-o-hawa mein jeeun Teri maujoodgi ki fizaa mein jeeun Teri baaton se hum toh badal jaate hain Meri aankhon ke mausam badal jaate hain
Ho mausam sardi, mausam garmi Sard bhi tu hai, garam bhi tu hai Aag lage, pyaas lage Pyaas lage, aag lage Jal jaane de… ho..
Nakhriley.. nakhreele, nakhreele do rasheeley Humpe do nashiley naino ki.. Aaha bochhar ho gayi
Haan nakhrile, nakhriley do rashiley Humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi