Bol beliya, bol beliya, bol beliya Bol beliya, bol beliya, bol beliya
Aaj gali se (bol beliya, bol beliya..) Jab woh guzre (bol beliya, bol beliya..) Darwaaze par (bol beliya, bol beliya..) Diya jalaa ke..
Darwaze khol ke rakhna Koi laut aaye to Ho rasta bhool na jaayein Koi laut aaye to Saari saari raatein jagna (bol beliya, bol beliya..) Galiyan roshan rakhna (bol beliya, bol beliya..) Ho aane wala laut na jaaye
Aaha.. aaj gali se (bol beliya, bol beliya...) Jab tum guzre (bol beliya, bol beliya...) Diye ne dekha (bol beliya, bol beliya...) Aankh jhapak ke.. Sadiyan taap koyi ab ghar aaya hai Ankhiyan sooj gayi hain jee bhar aaya hai Saari saari raatein jagna (bol beliya, bol beliya...) Galiyan roshan rakhna (bol beliya, bol beliya...) Ho aane wala laut na jaaye (bol beliya, bol beliya...)
Ho laut ke aa, ki shiqayat na rahe Bewafaai ki rivayat na rahe Laut ke aa, laut ke aa..
O aazma le, ki shikaayat na rahe Aake jaane ki rivayat na rahe Aazma le, aazma le..
Arrey aate aate aate aate mud ke na takna Jaate jaate jaate jaate ruk ke takna Ho aaj gali se (bol beliya, bol beliya...) Jab woh guzre (bol beliya, bol beliya...) ho ho darwaze par (bol beliya, bol beliya...) Diya jala ke (bol beliya, bol beliya...) Darwaze khol ke rakhna koi laut aaye to Rasta bhool na jaayein koi laut aaye to Saari saari raatein jagna (bol beliya, bol beliya...)
Galiyan roshan rakhna (bol beliya, bol beliya..) Aane wala laut na jaaye...