Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2 Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain) - 2 Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Jaise nikalta hai teer kamaan se - 2 Dekho ye chala wo nikla wo shaan se Uske hi kisse sabki jubaan pe wo baat hai usaki baaton mein Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2 Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Aise bahaddur dekhe hain thode - 2 zulmon sitam ki zanjeeren tode Pichhe pade to pichha na chhode Bada zor hai usake haathon mein Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2 Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain Andheri raaton mein sunsaan rahon par
Shehar ki galiyon mein wo phirta hai - 2 Dosto se dost bankar milta hai Dushmanon ke sar pe aaise girta hai jaise bijli gire barsaaton mein Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2 Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain Andheri raaton mein sunsaan rahon par