Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Ho Ho... Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Ho
Ek Tuk Tumhein Dekhti Hai Jo Baat Kehna Chaahe Zubaan Tumse Ye Woh Kehti Hai
Aankhon Ki Sharm-o-Haya Maaf Ho Tumhein Dekh Ke Jhukti Hai Uthi Aankhein Jo Baat Na Keh Sakin Jhuki Aankhein Woh Kehti Hai
Aankhon Ki Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Ho
Kaajal Ka Ek Til Tumhare Labon Pe Laga Loon Haan Chanda Aur Suraj Ki Nazron Se Tumko Bacha Loon Palkon Ki Chilman Mein Aao Main Tumko Chhupa Loon Khayaalon Ki Ye Shokhiyaan Maaf Ho Har Dam Tumhein Sochti Hai Jab Hosh Mein Hota Hai Jahaan Madhosh Ye Karti Hai
Aankhon Ki Sharm-o-Haya Maaf Ho
Ye Zindagi Aapki Hi Amaanat Rahegi Dil Mein Sada Aapki Hi Mohabbat Rahegi In Saanson Ko Aapki Hi Zaroorat Rahegi Is Dil Ki Naadaniyaan Maaf Ho Ye Meri Kahaan Sunti Hai Ye Pal Pal Jo Hote Hai Bekal SanamTo Sapne Naye Bunti Hain
Aankhon Ki Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Ho Sharm-o-Haya Maaf Ho