Barasaat ke mausam mein Tanhaayi ke aalam mein Barasaat ke mausam mein Tanhaayi ke aalam mein Main ghar se nikal aayaa Botal bhi uthaa laaya Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do Bhari barasaat mein pi lene do Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do Bhari barasaat mein pi lene do
Barasaat ke mausam mein Tanhaayi ke aalam mein Barasaat ke mausam mein Tanhaayi ke aalam mein Main ghar se nikal aayaa Botal bhi uthaa laaya Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do Bhari barasaat mein pi lene do Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do Bhari barasaat mein pi lene do
Mujhe tukadon mein nahin jinaa hai Qataraa qataraa to nahin pinaa hai Mujhe tukadon mein nahin jinaa hai Qataraa qataraa to nahin pinaa hai Ho aaj paimaane hataa do yaaron Haan saaraa maikaanaa pilaa do yaaron Maikadon mein to piyaa karataa huun Maikadon mein to piyaa karataa huun Chalati raahon mein to pi lene do Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do Bhari barasaat mein pi lene do
Mere dushman hain zamaane ke gam Baad pine ke ye honge kam Mere dushman hain zamaane ke gam Baad pine ke ye honge kam Ho zulm duniyaa ke na sah paayuunga Bin piye aaj na rah paayuunga Mujhe haalaat se takaraanaa hai Mujhe haalaat se takaraanaa hai Aise haalaat mein pi lene do Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do Bhari barasaat mein pi lene do
Aaj ki shyaam badi bojal hai Aaj ki raat badi katil hai Aaj ki shyaam badi bojal hai Aaj ki raat badi khatil hai Ho aaj ki shyaam dhalegi kaise Haa aaj ki raat kayegii kaise Aag se aag bujegii dil ki Aag se aag bujegii dil ki Mujhe ye aag bhi peelene do Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do Bhari barasaat mein pi lene do Hmm barasaat ke mausam mein Tanhaayi ke aalam mein Hmmbarasaat ke mausam mein Tanhaayi ke aalam mein Main ghar se nikal aayaa Botal bhi uthaa laaya Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do Bhari barasaat mein pi lene do Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do Bhari barasaat mein pi lene do.