Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

♥ - Kyon Ki Itna Pyaar | Текст песни

Hindi Lyrics:

kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham - 2
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

tune o jaana deewana kiya hain
deewana kiya is kadar - 2
chahat mein teri bhulaya jahaan ko
na dil ko kisiki khabar - 2
rago mein mohabbat ka ehsaas jara bhar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

tumse hain saansein tumse hain dhadkan
tumhise hain deewangi - 2
rab ne hame di hain tumhare liye zindagi
tumhare liye zindagi
wada sang jeene ka tum jaane jigar kar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

♥ еще тексты


Другие названия этого текста
  • ♥ - Kyon Ki Itna Pyaar (0)
  • Грустная история любви - Kyon Ki Itna Pyaar (0)
Видео
  • Kyon Ki Itna Pyaar Kyon Ki Itna Pyaar
    Kaise chand Lafzon Mein sara pyar likhoon.! Rishte naye chun kar geeth wahi har baar ...
  • Kyon Ki Itna Pyar Kyon Ki Itna Pyar
    this is very beatifull movie mixed comedy but sad at the end i would describe this, fantastic movie.
  • Kyon Ki Itna Pyar Tumko With Lyrics HD 720p - Kyon ... Kyon Ki Itna Pyar Tumko With Lyrics HD 720p - Kyon ...
    kyon ki itna pyar tumko karte hain ham kya jaan loge hamari sanam kyon ki itna pyar ...
  • Kyunki itNA pYAR tUMko Kyunki itNA pYAR tUMko
    Kyunki itNA pYAR tUMko. Aakanksha Singh. SubscribeSubscribed ... More from: T-Series. Kyon ...
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 2