Спасибо за любимого Shukriya Till Death Do Us Apart, 2004 Aankhon Aankhon Mein Dil Gaya
Aankhon aankhon mein dil gaya Chaha jisko wo mil gaya Hua silsila shuru pyar ka Mera dilbar mere pas hai Kitna hansi ehsas hai Mauka yahi hai ijhar ka
Mat chhedo yu dur se Mat chhedo yu dur se Hum to hai majbur se Ke chhaya nasha tum pas ho Aankho, aankho mein dil gaya Chaha jisko wo mil gaya Hua silsila shuru pyar ka
Fasale kah rahe Pass aane bhi do Baazuo mein sanam Tut jaane bhi do Fasale kah rahe Pass aane bhi do Baazuo mein sanam Tut jaane bhi do Betabiya bada raha Sama khumar ka Lamha yahi to hai Sukan ka karar ka Karar ka karar ka
Chahat ka ghumacha khul gaya Chahat ka ghumacha khul gaya Chaha jisko wo mil gaya Hua silsila shuru pyar ka
Ishq ki aanch se Jism jalne laga Maine roka bahut Man machalne laga Ishq ki aanch se Jism jalne laga Maine roka bahut Man machalne laga Uljhi teri lato ko Aaj main sawar du Baaho ke dayre me Ye ghadi gujar du Gujar du gujar du
Ye sara manjar hil gaya Ye sara manjar hil gaya Aankhon aankhon mein dil gaya Hua silsila shuru pyar ka Hua silsila shuru pyar ka Hua silsila shuru pyar ka Hua silsila shuru pyar ka Hua silsila shuru pyar ka Hua silsila shuru pyar ka.