Chaar Paise Kya Mile Kya Mile Bhai Kya Mile Khud Ko Samajh Baithe Khuda Woh Khuda Hi Jaane Ab Hoga Tera Anjaam Kya Kahe Paise Pe Kahe Paise Pe Itna Guroor Kare Hain Kahe Paise Pe Itna Guroor Kare Hain Yehi Paisa To Yehi Paisa To Apno Se Door Kare Hain Door Kare Hain Kahe Paise Pe Itna Guroor Kare Hain Guroor Kare Hain
Sone Chaandi Ke Unche Mehalo Mein Dard Zyada Hai, Chain Thoda Hai Dard Zyada Hai, Chain Thoda Hai Is Zamane Mein, Paise Walon Ne Pyaar Cheena Hai, Dil Ko Toda Hai Pyaar Cheena Hai, Dil Ko Toda Hai Paise Ki Ehmiyat Ko Inkaar Nahi Hai Paisa Hi Magar Sab Kuch Sarkaar Nahi Hai In Ka Insaan Hai, Paisa Paisa Hai Dil Humara Bhi Tere Jaisa Hai Hai Bhala Paisa To Bura Bhi Hai Yeh Zeher Bhi Hai, Yeh Nasha Bhi Hai Yeh Zeher Bhi Hai, Yeh Nasha Bhi Hai Yeh Nasha Koyi Yeh Nasha Koyi Dhoka Zuroor Kare Hain Yehi Paisa To Haan Yehi Paisa To Apno Se Door Kare Hain Door Kare Hain Kahe Paise Pe Itna Guroor Kare Hain Guroor Kare Hain
Arre Chale Kahan Yeh Paison Se Kya Kya Tum Yahan Khreedoge Dil Khreedoge Ya Ke Jaan Khreedoge Bazaaron Mein Pyaar Kahan Bikta Hai Dukaanon Pe Yaar Kahan Bikta Hai Phool Bik Jaate Hai Khushboo Bikti Nahi Jism Bik Jaate Hain Rooh Bikti Nahi Chain Bikta Nahi Khwaab Bikte Nahi Dil Ke Armaan Betaab Bikte Nahi Arre Paise Se Kya Kya Tum Yahan Khreedoge Dil Khreedoge Ya Ke Jaan Khreedoge
Yeh In Hawaon Ka Mol Kya Doge Un Ghataon Ka Mol Kya Doge Arre In Zameenon Ka Mol Ho Shayad Aasmanon Ka Mol, Kya Doge Yeh In Hawaon Ka Mol Kya Doge Un Ghataon Ka Mol Kya Doge Arre In Zameenon Ka Mol Ho Shayad Aasmanon Ka Mol, Kya Doge Paas Paisa Hai To Hai Yeh Duniya Haseen Duniya Haseen Ho Zaroorat Se Zyada To Iman-O-Yaqeen Iman-O-Yaqeen Yeh Dimago Mein Yeh Dimaago Mein Kasoor Kare Hain Yehi Paisa To Yehi Paisa To Apno Se Door Kare Hain Door Kare Hain Kahe Paise Pe Itna Guroor Kare Hain Guroor Kare Hain