pehle toh kabhi kabhi gum tha aab toh har pal hi teri yaad sataati hai aab toh har pal hi teri yaad rulati hai magar yeh darde judaai hai har ghaadi aab magar yeh daage judaai hai har ghaadi aab
mein tujh se kaise kahoo yeh baata ke teri yaad ke sahare ji raha hoon ke gum ke aansoou ko qud hi pii raha hoon na maar dale teri bewaafai mujh ko na mardaale kahi yeh judaai mujh ko
baatade mujh ko bewafa yeh mein teri raah mein kab tak khada rahoonga mein tere dar pe yuh kab tak pada rahoonga tu mujhko kab talak aise hi rulaayega tu mujhko kab talak aapna na banayega
aye pagli tu kyun rorahi hai ke gum toh mujh ko uthaana hai judaai ka tere liye toh samaa hai yeh shehnayi ka ke gaaon chod na hai mere muqaddar mein ke umr guzre gi abb mere yeh safar mein