Tere liye hum hain jiye honton ko siye Tere liye hum hain jiye har aansoon piye Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye Tere liye, tere liye
Tere liye hum hain jiye har aansoon piye Tere liye hum hain jiye honton ko siye Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye Tere liye, tere liye
Zindagi leke aayi hain beete din ki kitaab Zindagi leke aayi hain beete din ki kitaab Gher hain ab hamein yaadein bemisaal Bin pooche mile mujhe itne saare jawab Chaaha tha kya, paaya hai kya hum bhi dekhiye Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye Tere liye, tere liye
Kya kahoon duniya ne kiya mujhse kaisa bair Kya kahoon duniya ne kiya mujhse kaisa bair Hukoom ka main jiyoon lekin tere bagair Hadaan hai woh kehte hain jo mere liye tum ho gair Kitne sitam hum pe sanam logon ne kiye Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye Tere liye, tere liye
Tere liye hum hain jiye honton ko siye Tere liye hum hain jiye har aansoon piye Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye Tere liye, tere liye