Bholi si soorat Aankon mein masti Door khadi sharmaaye Ek jhalak dikhlaye kabhi Kabhi aanchal mein chhup jaaye Meri nazar se tum dekho To yaar nazar woh aaye
Вholi si soorat Aankon mein masti… Door khadi sharmaaye. Ek jhalak dikhlaye kabhi Kabhi aanchal mein chhup jaaye. Meri nazar se tum dekho To yaar nazar woh aaye.
Вholi si soorat Aankon mein masti…
Ladki nahin hai woh jaadu hai Aur kahaa kya jaaye Raat ko mere khwaab mein aaye Woh zulfein bikhraaye Aankh khuli to dil chaaha Phir neend mujhe aa jaaye Bin dekhe yeh haal hua Dekhoon to kya ho jaaye
Bholi si soorat Aankon mein masti Door khadi sharmaaye Ek jhalak dikhlaye kabhi Kabhi aanchal mein chhup jaaye Meri nazar se tum dekho To yaar nazar woh aaye Bholi si soorat Aankon mein masti…
Saawan ka pehla baadal Uska kaajal ban jaaye Mauj uthe saagar mein jaise Aise qadam uthaaye Rab ne jaane kis mitti se Uski ang banaaye Chham se kaash kahin se mere Saamne woh aa jaaye
Bholi si soorat Door khadi sharmaaye Ek jhalak dikhlaye kabhi Kabhi aanchal mein chhup jaaye Meri nazar se tum dekho To yaar nazar woh aaye Bholi si soorat Aankon mein masti…
Наивное лицо Задор в глазах...
Наивное лицо Задор в глазах... Смущаясь, стоит в сторонке. То покажется на секунду, То спрячется за концом сари. Посмотри моими глазами И ты увидишь ее, мой друг. Наивное лицо Задор в глазах...
Это не девушка - чудо. Что тут еще сказать? Ночью приходит в мои сны, Ее локоны развеваются... Как открою глаза, то сердце желает Снова погрузиться в сон. Даже не видя ее, я в таком состоянии, Что же будет со мной, когда увижу?
Наивное лицо Задор в глазах... Смущаясь, стоит в сторонке. То покажется на секунду, То спрячется за концом сари. Посмотри моими глазами И ты увидишь, мой друг, Наивное лицо, Задор в глазах...
Первое облако сезона дождей Сурьмой подводит ее глаза. Словно перекатывающиеся волны в океане Такова ее походка. Знать бы, из какой глины Господь Слепил ее тело. Ах, если бы она вспышкой яркого света Помелькнула бы передо мной
Наивное лицо, Задор в глазах... Смущаясь, стоит в сторонке. То покажется на секунду, То спрячется за концом сари. Посмотри моими глазами И ты увидишь, мой друг, Наивное лицо Задор в глазах...