Lahraati Hui Raahein, Khole Hue Hain Baanhein Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan Palkon Pe Gahre Halke, Hai Reshmi Dhundhlake Ke Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan…(2)
Woh Dekho Zara Parbaton Pe Ghataayehin Humaari Daastaan Hole Se Sunaayeh Suno To Zara Yeh Phoolon Ki Vaadi Humaari Hi Koi Kahaani Hai Sunaati Sapnon Ke Is Nagar Mein Yaadon Ki Rahguzar Mein Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan…(2)
Jo Raahon Mein Hai Rut Ne Sona Bikheraa Sunehraa Hua Tera Mera Savera Zamin So Gayi Baraf Ki Chaadron Mein Bas Ek Aag Si Jalti Hai Do Dilon Mein Havaayehin Sansanaayehin Badan Kaanp Jaayehin Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan…(2)
Yeh Barsaat Bhi Kab Thume Kaun Jaane Tumhein Mil Gaye Pyaar Ke Sau Bahaane Sitaaron Ki Hai Jaise Barat Aayi Humaare Liyeh Raat Yun Dagmagayi Sapne Bhi Jhilmilaayehin Dil Mein Diyeh Jalaayehin Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan Haan Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan… (2)