eh zindagi bhi Kya kya humko dekhlati hai Sapno ki dhundli raah mein Yeh Zindagi bhi Humein kahan le ke aajati hai Ek anjani si chaah mein
Jaane humko kya paana hai Socho kya hai apni manzil Samjhane se kab mana hai Dekho karta zid hai yeh dil
Choo ne… hai taare ise Chahiye… Saare ise
Yeh zindagi bhi Kitni baatein keh jati hai Ek seedhi saadhi baat mein Yeh zindagi bhi Kyun itne khwaab sajati hai Har suni suni raat mein
Khawabon mein koi armaan hai Poocho dil se armaan kya hai Muskil hai ya woh aasan hai Sun lo dil to yeh kehta hai
Choo ne… hai taare ise Chahiye… Saare ise
( Jo palko ke tale Hai apne sapne leke chale Hai kehdo woh chale sambhal ke Na karna koi gile Kahin jo thokar aaisi lage Ke sapne tute aasu chalke ) – - – (2)
Yeh zindagi bhi Kya kya humko dekhlati hai Sapno ki dhundli raah mein Yeh Zindagi bhi Humein kahan le ke aajati hai Ek anjani si chaah mein
Jaane humko kya paana hai Socho kya hai apni manzil Samjhane se kab mana hai Dekho karta zid hai yeh dil
Choo ne… hai taare ise Chahiye… Saare ise
(Jo palko ke tale Hai apne sapne leke chale Hai kehdo woh chale sambhal ke (Choo ne hai) Na karna koi gile Kahin jo thokar aaisi lage Ke sapne tute aasu chalke) —- (4)