Nazo se pali gulfam Husn ka agaz ishk ka anzam Aa rahi hai aapki khatir Banaras ki subah lakhnau ki sham Chadti jawani ubharata sabab Karega jamane ki niyat kharab Kayamat uthegi giregi bijliya Uthega jo chehre se ise nakab
Hum salam karte hain Mahfil me aane walo Hum salam karte hai Mahfil me aane walo Hum salam karte hain Ye zindagi ye dil Tumhare naam karte hai Mahfil me aane walo Hum salam karte hain
Tumne hamare pyar ko Manjur kar liya Tumne hamare pyar ko Manjur kar liya Ek jarra aye nawaze ka Aye janab sukriya Aye janab sukriya
Khidmat me Khidmat me pesh najro ke Jam karte hain Khidmat me pesh najro ke Jam karte hain Ye zindagi ye dil Tumhare naam karte hain Mahfil me aane walo Hum salam karte hain
Chahe me ab jamane ki parava na kijiye Chahe me ab jamane ki parava na kijiye Hum jan bhi luta denge Mauka to dijiye Mauka to dijiye
Logo ko kya Logo ko kya hai log to Badnam karte hai Logo ko kya hai log to Badnam karte hai Ye zindagi ye dil Tumhare naam karte hain Mahfil me aane walo Hum salam karte hain
Shama se jo takraye Jal ke khak ho gaye Shama se jo takraye Jal ke khak ho gaye Wo khak ho gaye Koi kisi ke darde Dil ko manta nahi Hum jal rahe hain Aag me tu janta nahi Parwane teri maut ka Parmana laye hai Shama hamara naam hai Pahchanta nahi Shama se jo takraye Jal ke khak ho gaye Namo nishan bhi na raha Yu rakh ho gaya Yu rakh ho gaya
Parwano ka hum aise Katle aam karte hain Parwano ka hum aise Katle aam karte hain Ye zindagi ye dil Tumhare naam karte hain Mahfil me aane walo Hum salam karte hain Mahfil me aane walo Hum salam karte hain Hum salam karte hain Hum salam karte hain.