Hai katha sangram ki,
Vishwa ke kalyan ki.
Dharm adharm, adi anant,
Satya asatya, kalesh kalank,
Svarth ki tatha paramarth ki.
Shakti hai, bhakti hai.
Janmo ki mukti hai.
Jivan ka ye sampurna saar hai.
Yug yug se, karn karn me,
Srishti ke darpan me
Vedo ki katha apar hai
Karmo ki gatha hai
Devo ki bhasa hai
Sadiyo ke itihas ka praman hai
Krishna ki mahima hai,
Gita ki garima hai.
Grantho ka granth ye mahan hai.
Mahabharat... Mahabharat.
Mahabharata 2013 еще тексты
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 3