(mukunda mukunda krishna mukunda mukunda mujhe daan mein de vrinda virinda virinda) - (2) mataki se maakhan phir se chura gopiyo ka viraha tu aake mita mukunda mukunda krishna mukunda mukunda mujhe daan mein de vrinda virinda virinda main kathputali, dor tere saath kuchh bhi nahi hai abb mere haath mukunda mukunda krishna mukunda mukunda mujhe daan mein de vrinda virinda virinda
jai jai raam, jai jai raam, jai jai raam, jai jai raam sita raam, jai jai raam, jai jai raam, jai jai raam
hey nandlaal, hey krishnaswaami tum toh ho gyaani dhyaani antaryaami mahima tumhaari jo bhi samajh na paaye khaak mein mil jaaye woh khalkaami aisa vigyaan jo ki tujhko na maane teri shradaalu ki shakti na jaane jo paath padhaaya tha tumne gita ka arjun ko woh aaj bhi sachchi raah dikhaaye mere jeevan ko meri aatma ko abb na sata jaldi se aake mohe daras dikha ye mukunda mukunda krishna mukunda mukunda mujhe daan mein de vrinda virinda virinda
naiya majhdhaar mein bhi tune bachaaya gita ka gyaan deke jag ko jagaaya chhu liya jamin se hi aasma ka taara narsigha roop dharke hiranya ko maara raavan ke sar ko kaata raam roop leke raadhe ka mann churaaya prem rang deke meri naino mein phool khile sab teri khushbu ke main jeevan saathi chun loon tere pairon ko chhu ke kiske maathe sajaau mor pankh tera kayi sadiyo janmo se tu hai mera mukunda mukunda krishna mukunda mukunda mujhe daan mein de vrinda virinda virinda more govinda laala mora tanka sa ora ji ka dhora usaki kahin na koyi khabar, aaja kahin na o toh najar aaja aaja jhalak dikha aaja, der na kar aaja govinda gopaala (mukunda mukunda krishna mukunda mukunda mujhe daan mein de vrinda virinda virinda) - (2)