Halki halki aahein bharna Takiye mein Sar de ke dheeme dheeme
Sargoshi mein baatein karna Pagalpan hai aise tumpe marna Ubla ubla kyun lagta hai? Ye badan ye jalan Toh khamakha nahi Khamakha nahi
Ye khalish jo hai Wo khamakha nahi Haan tapish tto hai Par khamakha nahi (Repeat once)
Jo nahi kiya Kar ke dekhna Saans rok ke Mar ke dekhna Ye bewajah, besabab, khamkha nahi Ye khamakha nahi Ye khamakha nahi Ye khamakha nahi
Saari saari raat ka jagna Khidki pe sar rakh ke rote rehna Ummeedon ka jalna bujhna Paagalpan hai aise tumpe marna Khali khali do aankhon mein Ye namak, ye chamak To khamakha nahi Khamakha nahi
Fikr rehti hai jo, khamakha nahi zikr rehta hai jo, khamakha nahi
Ishq aankhon mein, bhar ke dekhna Aaina kabhi darr ke dekhna Ye bewajah, besabab, khamakha nahi Deewangi sahi, ye khaamakha nahi Haa junoon tho hai, par khamakha nahi
Sada bhawani tahi jai ho pyara Gauri putra Ganesh Paanch dev raksha kare ho pyara Brahma Vishnu Mahesh
Kasam yo des mera se Harya bharya haryana Seedhe saade log ade ke Doodh dahi ka khana Bolo Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram