Chupke se sun, is pal ki dhun Is pal mein jeevan saara Sapnon ki hai duniya yehi Meri aankhon se dekho zara Chupke se sun, is pal ki dhun Is pal mein jeevan saara Sapnon ki hai duniya yehi Meri aankhon se dekho zara
Gehra hua, phatne laga Kohre chhate Dekho chaaron taraf ab noor hai jannat ka
Ujli zameen, neela gagan Paani pe behta shikara Sapnon ki hai duniya yehi Teri aankhon se maine dekha Chupke se sun, is pal ki dhun
Aasha ke par lage, panchhi banke main uddi Jinki thi aarzoo, un raahon se main judi Kuch paa gayi, kuch kho gaya Jaane mujhe kya ho gaya Jaagi jaagi soyi soyi, rehti hoon khoyi khoyi Meri bekaraari koi jaane na, jaane na Rut hai deewani badi, chhede mujhe ghadi ghadi Aise mein anadi dil maane na, maane na Sapnon ki hai duniya yehi Teri aankhon se maine dekha Chupke se sun, is pal ki dhun
Mausam ka ho gaya, jaane kaisa yeh asar Chehre se ab tere, hatati nahin meri nazar Koi kahin na paas hai, bas pyaar ka ehsaas hai Khushboo ka jhonka aaye, humein mehka ke jaaye Humko na kuch bhi khabar hai, khabar hai Door shehnai baji, yaadon ki dulhan saji Seene pe tumhare mera sar hai, sar hai Sapnon ki hai duniya yehi Meri aankhon se dekho zara
Gehra hua, phatne laga Kohre chhate Dekho chaaron taraf ab noor hai jannat ka
Chupke se sun, is pal ki dhun Is pal mein jeevan saara Sapnon ki hai duniya yehi Teri aankhon se maine dekha Chupke se sun, is pal ki dhun Teri aankhon se maine dekha Chupke se sun Teri aankhon se maine dekha Chupke se sun, is pal ki dhun