| Inn Lamhon Ke Daaman Mein (Jodhaa Akbar / Джодха и Акбар)
In lamhon ke daaman mein Pakiza se riste hain Koi kalma mohabat ka Dohrate farishte hain
Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai (Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein Husn hai sari adaon mein Ishq hai jaise hawaon mein ) —2
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tanam tanam tanam tanana dom tom Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tana dom tom tana dom tom tanana dom tom Dom tom tana nana dom tom tana dom Dom tom tana nana dom tom tana ohhoo Dom dom tom tana nana dom tom tana Dom tom tana nana dom tom tana nana
Kaise yeh ishq hai Kaisa yeh khwab hai Kaise jazbaat ka umda salab hai
(Kaise yeh ishq hai Kaisa yeh khwab hai Kaise jazbaat ka umda salab hai Din badle raatein badli, baathein badli Jeene ke aandaz hi badlein hai) —- chorus
In lamhon ke daaman mein Pakiza se riste hain Koi kalma mohabat ka Dohrate farishte hain
Female: Samay ne yeh kya kiya Badal di hai kaya Tumhe mene paa liye Mujhe tumne paya
Mile dekho aise hai hum ke do sur ho jaise madham koi jyada na koi kaam Kise raag mein Ke prem aag mein Jalte dono hi the tan bhi hai maan bhi Maan bhi hai tan bhi Tan bhi hai maan bhi Maan bhi hai tan bhi
Male.. mmmhhmmm
Mere khwaabon ke is gulistaan mein Tumse hi tum bahar chai hai Phoolon mein rang mere the lekin In mein khusboon tumhi se aaye hai
[(Kyon hai yeh arzoo Kyon hai yeh zustzu Kyon dil bechain hai Kyon dil betaab hai ) —-2 Din badle raatein badli baatien badli Jeene ke andaaz hi badle hain ] —chorous
In lamhon ke daaman mein Pakiza se riste hain Koi kalma mohabat ka Dohrate farishte hain
Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai (Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein Husn hai sari adaon mein Ishq hai jaise hawaon mein Ishq hai jaise hawaon mein…