Sooraj tera, gardish Mein hai Dhaalte huye, keh gaya Phir laut ke, aaunga mein Nazdeek hi hai subah
Gaaye Ja Gaaye Ja Ghum mein hai sargam Gun Guna ye dhun, gaaye Ja Gaaye Ja Gaaye Ja
Raate ke dhaago se savera bun, gaaye Ja Gaaye Ja Gaaye Ja Ghum mein hai sargam Gun Guna ye dhun, gaaye Ja Gaaye Ja Gaaye Ja
Apna hi apna, kuyn keh laya hai Kaise koi pay kar tha he Kaun par aaya hai Ek wahi rishtaa, teri kamaai hai Dard ke pal mein, jisme tera Saath nibhaya hai
Toota huya toh kya, sitaara tu Kisi ka ban, sahara tu Gaaye Ja Gaaye Ja
Raate ke dhaago se savera ban, gaaye Ja Gaaye Ja Gaaye Ja Ghum mein hai sargam Gun Guna yeh dhun, gaaye Ja
Oh ankhoon mein rakhna, swapne tu kal ke Tujhko lekien unn tak jaana hoga Khud chal ke
Majh dhaaro se tu, haar nahi jaana Saahil tujhko, panaa hoga Lehron mein dhal ke Hai zindegi wahi, jo chalti hai Yeh gir ke hi, sambhalti hai.