manjur nahi meri mohabbat to kya huwa ye dost dushmani nibhane ke liye aa mana tere karam ke to kabil nahi rahe aa mere dil pe julm hi dhane ke liye aa wafa jo na ki to jafa bhi na kije wafa jo na ki to jafa bhi na kije sitam janeman is tarah bhi na kije ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye wafa
nahi ishk hamse nahi na sahi hame ishk tumse to hum kya kare haye mar mar ke jine ki adat hame tumhari bala se jiye na mare bhala, bhala na kiya to bura bhi na kije sitam janeman is tarah bhi na kije ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye wafa, wafa jo na ki to jafa bhi na kije sitam janeman is tarah bhi na kije ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye wafa