Ho... Ho ho ho aa aa.... Yeh mere dil ka jaana Ek aakhri faisla hai Ab saath hoga na tera Yeh dard ki intehaan hai Tha pyar tera toh jhootha Sacha magar yeh Khuda hai Tanhaiyon me hoon roya Tab jaake mujhko mila hai Duniya ke rishton me toh Yeh hota hi raha hai Laila aur Majnu bhi toh Ek doosre se juda hain
Tanhaai ka ashq mitayen yahaan Barbaddiyan bhi sabko jaane mili hain kahaan Tere bina hum jee lenge Phir kyun rahe koi gile Tere bina hum seh lenge Woh zakhm jo tujh se mile.. aa ha haan!
Hai rut nayi, mausam naya Iss daur me kaisi wafaa Bhar jayegi teri kami Mil jayega ab kuch naya Haan khush hain ab hum toh Tujhse kahaan hum khafa hai Tune chuna hai woh rasta tere liye jo bana hai Ehsaan tera main maanu Tanha mujhe jo kiya hai Jo pyar tera hai khoya Lagta hai khud se mila main Kisko mila sang umr bhar ka yahaan Woh hi rulaye dil chahe jisko sada
Tere bina hum jee lenge Phir kyun rahe koi gile Tere bina hum seh lenge Woh zakhm jo tujh se mile (x2)