Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke Gunaah kiya usay ik din tanha chhod ke
Gunaah kiya dil maine yaar ka todh ke Gunaah kiya usse ik din tanha chodh ke Tu mill naa paaye hum jee naa paaye Kahin mar naa jaaye kaisi hai Kaisi hai bebasi Dil phir se chaahe Teri hi panaahein Kahin marr na jaayein zindagi Gunaah kiya dil maine, yaar ka tod ke
Aankhien hai num, dhadhkan maddham Ab maan jaa roothe sanam Saansein chubhan, toota sa mann Aur naa sataa oh jaan-e-mann Tu mill naa paaye, hum jee naa paye Kahin marna jaaye kaisi hai kaisi hai bebasi Dil phir se chaahe Teri hi panahein Kahin mar naa jaaye zindagi Gunah kiya dil maine yaar ka tod ke
Na re na re... Mera har pal abb toh bojhal Veeraan saa dil yeh har dum Laakhon hai gham tanha hai hum Kaise sahein itna sitam Tu mill na paaye, hum jee naa paaye Kahin marr na jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi Dil phir se chaahe Teri hi panaahein Kahin marr na jaaye zindagi Gunaah kiya dil maine, yaar ka tod ke Gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke Aaa.. Gunaah kiya.. gunaah kiya...