Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Na Tum Jaano Na Hum - Jaa Sanam Mujho Hai | Текст песни

Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga

Tumse hi thi meri zindagi lekin yeh kya hua ...(2)
Tumbin bhi main ji raha hoon main kaisa hoon bewafa
Jaa sanam aayi phir laut ke yeh bahaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga ...(2)

Shayad kabhi kahin tumme meri mile khabar ...(2)
Kar lena yaad bas mujhe mumkin ho yeh agar
Jaa sanam tere saath meri jaan hai meri aaj
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga

Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
  • ja sanam mujhko hai- Na Tum Jaano Na Hum ... ja sanam mujhko hai- Na Tum Jaano Na Hum ...
    THis song alwayz reminds me of my most dreadful moments that i was going thru. I still rem.. i ...
  • jaa sanam mujko hai pyaar pe Aitbaar from movie ... jaa sanam mujko hai pyaar pe Aitbaar from movie ...
    jaa sanam mujko hai pyaar pe Aitbaar from movie na tum jano na hum ... Ja Sanaam ...