Goonjti Fazaien Hai, Matami Sadaien Hai, Jis Taraf Nazar Dale Kafle Hazaron Hai Ya HUSAIN (AS), Ya HUSAIN (AS).....2
Kaflon Ke Seenon Mein, Dard Ke Safinon Mein, Ashk Khoon Ke Dhare, Door Tak Alam Sare Ya HUSAIN (AS), Ya HUSAIN (AS).....3
Yeh Karodha Insan, Dekh To ALI (AS) Ki Jaan, Tere Gam Mein Hai Giryan, Inki Karbala Manzil, Hai Hatelion Par Dil, Jhel Kar Har Ek Mushkil, Ek Sada Labon Par Hai, Tera Gam
Rahe Aabad, Aai HUSAIN (AS) Zindabad
Aai HUSAIN (AS) Zindabad.....4 Ya HUSAIN (AS), Ya HUSAIN (AS).....3 Maulana Ya HUSAIN (AS).....6
Zindabad Ya HUSAIN (AS).....4 Zindabad Arz E Karbala
Maulana Ya HUSAIN (AS).....4
Deen E Haq Ka Pazban, RASOOL E HAQ (SAWW) Ka Tarjuma Husainiyat Ka Saiban, Mohabbaton Ka Aashiyan Tu NABI (SAWW) Ka Zeb O Zain Hai, Tu ALI (AS) Ka Noor E Aain Hai, FATEMA (SA) Ke Dil Ka Chain Hai....... La Ela .....Ya HUSAIN (AS) Dee Panah .....Ya HUSAIN (AS)
HUSAIN (AS)....
Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2 Zindabad Arz E Karbala..... Maulana Ya HUSAIN (AS).....4
Salam SHAH E KARBALA (AS), Tu Irada E Khuda Bada Baland Hausla, Nahi HUSAIN (AS) Dusra Kabhi Kahin Na Tera Sar Jhuka, Baland Tha Baland Yeh Sar Raha, HUSAIN (AS) Izzaton Ka Badshah Mahaba..... Ya HUSAIN (AS) Cha Gaya..... Ya HUSAIN (AS)
Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2 Zindabad Arz E Karbala..... Maulana Ya HUSAIN (AS).....4
Pukare Ahle Kafela, HUSAIN (AS) Ne Jo Yeh Kaha Safar Hai Yeh Maut Ka, Har Ek Rafiq Bol Utha Nahi Hai Koi Maut Ka Khatar, HUSAIN (AS) Jub Hamara Hum Safar, Ajal Milaie Hum Se Kya Nazar, Rehnuma..... Ya HUSAIN (AS) Peshwa..... Ya HUSAIN (AS)
HUSAIN (AS)....
Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2 Zindabad Arz E Karbala..... Maulana Ya HUSAIN (AS).....4
Zulmaton Se Jung Ki, Bidaton Se Jung Ki Nafraton Se Jung Ki, Munafiqon Se Jung Ki Tu Nizame Inqalab Hai, Tu Payam E Inqalab Hai, Tu Imam E Inqalab Hai Inqalab ..... Ya HUSAIN (AS) Kamyab..... Ya HUSAIN (AS)
Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2 Zindabad Arz E Karbala..... Maulana Ya HUSAIN (AS).....4
Watan Se Apne Door Tha, Tu Mard E Be Kusoor Tha Gamon Se Choor Choor Tha, Magar Woh Kya Shahoor Tha Sitam Utha Ke Hosh Mein Raha, ????? Ho Ke Josh Mein Raha, Lahu Se Surkh Posh Mein Rah Josh Kya.....Ya HUSAIN (AS) Hosh Kya..... Ya HUSAIN (AS)
HUSAIN (AS)....
Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2 Zindabad Arz E Karbala..... Maulana Ya HUSAIN (AS).....4
Woh Sara Ghar Luta Gaya, Woh Khoon Mein Naha Gaya Sina Pe Sar Bhi Aa Gaya, Magar Woh Deen Bacha Gaya Gavahi De Rahi Hai Karbala, HUSAIN (AS) Kamyab Ho Gya, yazeed (LA) Ka Nisha Bhi Na Raha Surma..... Ya HUSAIN (AS) Har Jagah..... Ya HUSAIN (AS)
HUSAIN (AS)....
Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2 Zindabad Arz E Karbala..... Maulana Ya HUSAIN (AS).....4
Laraz Rahi Thi Karbala, Tadap Rahe The Ambia Jo Sajda Aakhri Kiya, Nibha Ke Wada E Wafa Na Zeen Na Zameen Par Raha, Gavah Hai Dua E Nahiya, Tadap Rahe Hai Hujjate Khuda, As Salam..... Ya HUSAIN (AS) Ya Imam..... Ya HUSAIN (AS)
HUSAIN (AS)....
Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2 Zindabad Arz E Karbala..... Maulana Ya HUSAIN (AS).....4
Rehan O Sarwar E Aza, HUSAIN (AS) Ka Hai Mojiza Jo In Ke Dar Pe Aagaya, Misal E Hur Sawar Gaya Pukar Ti Hai Sub Ko Karbala, HUSAIN Ka Hai Dar Khula Hua, Faqeer Ko Kare Jo Badshah Rab Tera..... Ya HUSAIN (AS) Sar Tera.....Ya HUSAIN (AS)
Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2 Zindabad Arz E Karbala..... Maulana Ya HUSAIN (AS).....4