Khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye Naina re naina, tujhse bura na koi
Naina re, tu hi bura tujhse bura na koi Khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye Naina re, tu hi bura tujhse bura naa koi Khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye Naina reee...
Sab ki prem kahaniyan, dil ke bechainiyaan Tu hi shuru karwaaye, khud hi dil ka rog lagaye Khud hi baitha roye, naina re naina Tujhse bura na koi
Naina re, tu hi bura tujhse bura naa koi Khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye Naina re...
Aansu banke chhalka jaaye, dil ka paimaana Ishq mein hai itne sadme, dil mein na jaana
Ab ik pal ke bhi dooriyan, mujhse sahi jaaye na Dard bhare tanhayiaan, mujhse sahi jaaye na
Naina re, tu hi bura tujhse bura naa koi Khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye Naina re...
Toote sapne bikhre armaan, kya hua haasil Bebasi ka chhaya aalam, kya kare ye dil
Kaate kate naa ratiyan, mushqil judai badi Yaad aaye beeti battiyaan, laage yun gum si ghadi Naina re, tu hi bura tujhse bura naa koi
Khud hi dil ka rog lagaye, khud hi baitha roye Naina re, naina re...