Chori Bazari Do Naino Ki Phele Thi Aadat Jo Hat Gai
Pyaar Ki Jo Teri Meri Umar Aai Thi Woh Ghat Gai
Duniya Ki To Pikkar Kahan Thi Teri Bhi Abb Chinta Ghat Gai
Chanda Rre Tu Bhi Tu Hai Mein Bhi Mein Hoon Duniya Saari Dekh Ulat Gayi Tu Na Jaane Mein Na Jaanu Kaise Saaari Baat Palat Gai
Ghatni Hi Thi Yeh Bhi Ghatna Ghatte Ghatte Lo Yeh Ghat Gayi
Aahan Chori Bazari Do Naino Ki Phele Thi Aadat Jo Hat Gai
Tarif Teri Karna Tujhe Khone Se Darna Haan Bhul Gaya Abb Tujhpe Din Mein Char Dafa Marna
Tarif Teri Karna Tujhe Khone Se Darna Haan Bhul Gaya Abb Tujhpe Din Mein Char Dafa Marna
Pyaar Khumari Utari Saari Baaton Ki Badli Bhi Chhat Gayi
Hum Se Main Pe Aaye Aise Mujhko To Mein Hi Mein Kat Gayi
EK Hue The Do Se Dono Dono Ki Abb Raahein Kat Gayi
Na Re Nanna Re Na Re Nanna Re Na Re Nanna Re Na Re Nanna Re
Abb Koi Fikar Nahi Gum Ka Bhi Zikar Nahi Haaan Hota Hoon Mein Jis Raste Pe Aaye Khushi Wohin
Aajad Hoon Mein Tujhse Aajad Hai Tu Mujhse Haan Jo Jee Chahe Jaise Chahe Karle Raj Yahin
Laj Sharm Ki Choti Moti Jo Thi Dori Woh Bhi Kat Gai Chauk Chawbare Gali Molhalle Khol Ke Main Saare Ghonghat Gai
Tu Na Badli Mein Na Badla Dilli Sari Dekh Badal Gai
Ek Minute Mein Duniya Dari Ki Saaari Samaj Nikal Gai
Haan Rang Biranga Pani Pe Ke Seedhi Saadhi Kudi Begad Gayi
Dekh Ke Mujhko Hasta Gaata Sadh Gai Yeh Duniya Sadh Gai
Na Re Nanna Re Na Re Nanna Re Na Re Nanna Re Na Re Nanna Re - See more at: http://www.glamsham.com/music/lyrics/love-aaj-kal/chor-bazari/1121/2395.htm#sthash.B5N2710y.dpuf