(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2,
(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar, aaja sanam aaye bahaar) - 2
(Chaudah ko jab meine kehlaya tha) - 2 Pandrah ko aaonga, mein aaya tha, Pandrah ko parde se nikli naa tu, Tujhko na paake mein ghabraya tha, Solah ko bhi, solah ko bhi subah se tha bekaraar, aaja sanam aayi bahaar
(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar, aaja sanam aaye bahaar) - 2 (Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2,
Satra ko soya nahi raat bhar, Atharah ko bhi tu naa aayi nazaar unnes ko mein dewaana hua, bees ko ghar se rawana hua, galiyon mein, galiyon mein goonje diwane ki pukar, aaja sanam aayi bahaar
(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar, aaja sanam aaye bahaar) - 2 (Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2,
Ikkis ko aayi naa baais ko tu, jab naa mili teis chuabees ko tu, Pacches ko samjhaya saab ne mujhe, Maat jaan de dena chabbees ko, Duniya mein baas, Duniya mein baas, Din hai mere, aaur char, Aaja sanam aayi bahaar
(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar, aaja sanam aaye bahaar) - 2 (Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2,
Din bane hafte, hafte mahine, mahine baan gaye saal, aake jara tu dekh to le, Kya hua hai mera haal, Deewana dar dar mein firta hoon, na jeeta hoon na mein marta hoon, Tanhai ki raatein sehta hoon, Aaja aaja, Aaja aaja aaja, aaja ke din ginta rehta hoon
(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2, (Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar, aaja sanam aaye bahaar) - 2