navazta hai jo sabko vo dil navaaz hai tu niyaaz-mand hain sab aur baniyaaz hai tu banata hai saare jag ke bigade kaam karim saare zamane ka karsaaz hai tu
is shaane karam ka kya kehna-2 dar pe jo swaali aate hain is shaane karam-------
ik teri kareemi ka sadka-2 vo mann ki muraadein pate hain-2 is shaane karam-------
1parah) khaali na rahi rehmat se teri-2 dukh dard ke maaron ki jholi-2 kya tera karam hai dar pe tere-2 bharti hai hazaron ki jholi---shaane karam ka kya kehna---
2parah) mushkil ko tu asaan bana deta hai-2 har unchai umeed khila deta hai-2 taqdeer se ho jaye jo bhai se juda us bhai ko bhai se mila deta hai shaane karam ka kya kehna-----
3parah) din raat hai mangton ka faira -2 kya khoob sakhi hai dard tera-2 milti hai karam ki bheekh unhe-2 daman jo yahan faiylate hain is shaane------
4parah) is dar ki sakhavat kya kahiye-2 pakke rishte teri rehamat se jo ban jaate hain-2 kachhe dhaage se bandhe log chale aate hain-2 tu mila deta hai bichde hue insanon ko tere andaz-e-karam shaan ye dikhlate hain is dar ki sakhavat kya kahiye-2 khali na gaya mangta koi-2 mohtaaz yahan jo aate hain-2 vo jholiyan bharke jaate hai is shaane karam ka lya kehna-(continuous) alaap........................