Tum Agar Younhi Nazrain Milatay Rahay Ma-e Kashi Meeray Ghar Se Kahan Jaiee Gee Aur Ye Sil-sla Must-kil Ho To Phir Be-khudi Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee
Ak Zama-ney Ke Bad Aaiee He Sham-e-gham, Shak-e-gham Meray Ghar Se Kahan Jaiee Gee Meeri Qismat Main He Jo Tumhari Kami, Wooh Kami Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee
Shamah Kea B Mughay Kush Zarurat Naheen, Nam Ko Bhee Shab-e-ghum Main Zulmat Nahee
Meera Hr Dagh-e-dil Kam Nahee Chand Se, Chandni Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee
Tu Ne Jog Hum Daiee Wooh Khushi Se Laiee, Tugh Ko Deekha Naheen Phir Bhee Sajday Kaiee Atna Mazboot Hai Jab Aqeeda Meera, Bandage Meeray Ghar Se Kaan Jaiee Ge
Zaraf Wala Koi Sam-ney Aaiee To, Main Deekhoon Usay Zara As Ko Apnaiee To Meeri Hamraz Ye Us Ka Humraz Main, Be-kasi Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee
Jo Koi Bhee Teeri Rah Main Main Kr Gia, Apni Hasti Ko Wooh Javdan Kr Gia Main Shaheed-e-wafa Ho Gia Hoon To Kia, Zindagi Meeray Ghar Se Kahan Jaiee Gee