Dheeme le jaana, mein kahaar ko yeh samjhaaye deti hoon.
Narrator: Jo nahi chadhi kaandhe ka haar ke phir bhi dulhan kehlaayi, Radha Meera ki doli hai , ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq
Radha Meera ki doli hai ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq
O, na ghaalib Momin ki zubaan na insaani yeh daastaan, upar se aayi boli hai ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq
Upar se aayi boli hai ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq
Husband: Mein jawaan bakth yeh mera dakth mere mehlom mein har aurat ho, ash se rehti hai
Par teri ghazab jawaani hai, tu haram ki meri raani hai, sona chaandi to paani hai nehladoon tujhko
Ki ab na hota intezaar, mein bolunga bas ek baar, ki aaja mere aas paas, sehladoon tujhko
Laila: Tu mard badhan yeh sardko chalde isko! Na jalan na ismein dard naunchle isko! Ki raakh badaa ke haath udhaade isko! Yeh mitti ki mitti mein milaade isko! Ki ismein aag zara bachna kahin tu jal na jaaye, ki yeh rassi hui jo haaq magar na pal na jaaye.
Husband: Arey mein shauhar hoon tera, na tera yaar na tera chaila hoon
Messenger: Woh duur, sheher se rehta hai, woh duur sheher se rehta hai, bas Laila Laila kehta hai
Pathar ke ghaaon hai khoon bharey, jis mein se bas khoon behtha hai
Husband: Sippe salaar, aaga karo, ab chalne ki taiyaari, mein dekhoon iske yaar ko sang mein dekhoon inki yaari
Laila: Yaari dekh ke darr jaayega pehle yahaan dekh, uske khoon se mera badhan ranga tu jahaan dekh
Narrator: Woh khusru ho ya bulle shah har shaqs jalaa hai khamakha, jisne yeh aag tatoli hai,
ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq
Jisne yeh aag tatoli hai ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq
Husband: Yaad aaye yeh jawaan bakth ke dekhoon Majnu tu ooncha, ya tujhse ooncha mera dakth
Majnu: Laila ka maalik ho ke bhi chillaata kyun hai? Jo ishq nahi aata aashiq kehla ta kyun hai? Woh khuda ki lii angdaayi hai, woh pyaar ki ek parchaayi hai, har jang ki jismein khoon bahaa uske aage sharmaayi hai.
Jab paap badhe insaana samjha kya ghatlti ho aayi thi, arey haqiiqat mein usko ek Laila na mil paayi thii. Ab mil paaye hain do uske kuch qadar nahi insaan tujhe, taariq yaad karle na hona padjaaye kurbaan tujhe.
Narrator: Yeh sabhi mitaathe mit jaaye, ya sabhi lutaate lut jaaye, varna phelaayi jholi hai ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq
Varna phelaayi jholi hai ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq ishq yeh ishq