Ho maane ya koi maane na Yahaan apni bhi thodi adaa thoda andaaz hai Aise hain chaahe waise hain Arey jo bhi hain jaise hain Khud pe humein naaz hai
Jaane na humko ye zamaana Chaaho to humko aazmaana Hum yaar-baaz hum jaal-saaz Hum ishq-baaz dilwaale Kehte hain humko pyar se India waale Chhu lete dil ke taar se India waale Har jeet cheen le haar se Indiawaale Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale
Yun toh seedhe bade.. Kabhi chahein to hathon se lete laqeerein chura O.. humko parwaah nahi Jo bhi kehta hai, kehne de jag ye bhala ya bura Jaisi bhi marzi ho humaari Karte hain aisi hoshiyaari Par dil se yaar jo le pukaar To jaan nisaar kar daale Kehte hain humko pyar se India wale Chhu lete dil ke taar se India wale Har jeet cheen le haar se Indiawaale Dushman ke chakke chhuda de hum Indiaawale Ungli pe sabko nachaa dein hum Indiawaale
Aankhon ki aankhon ki chaabi se Thoda betaabi se chupke se khole dilon ke taale Jaan dete, usko jahaan dete Apna imaan dete jiski bhi baahe gale me daale
Duniya se humko kya le jaana Yaaron ke dil mein ho thikana Humein ek baar hota hai pyaar Ye laakh baar kehla le Kehte hain humko pyar se India wale Chhu lete dil ke taar se India wale Har jeet cheen le haar se Indiawaale Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale.. Dushman ke chakke chhuda de, chhuda de... Ungli pe sabko nachaa dein... Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale..