Chandi jaisa rang hai tera, sonhey jaise baal ek tu hi dhanwan hai gori, baaki sab kangaal
Chaal me jaadu, julf me khusbu, ankhon me pahmane kiski kismat me hai gori husn ke yeh nazrane ek nazar hum par bhi gori hum bhi tere diwane yun to haseen bahut hai lakin, teri nahin misaal ek tu hi dhanwan hai gori, baaki sab kangaal
Dekke tujko sab yeh sochey raja ho ya bhikari dharti pe Bhagwan ne haaye kaisi cheez utari mere naam likhi hai tere roop ki daulat sari tujpe koi nazar uthaye, kiski yeh yeh majaal ek tu hi dhanwan hai gori, bakki sab kangaal