Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Parampara - Mangti Hai Pyasi Dharti | Текст песни

Mangti hai pyasi dharti
Begunah jaano ka khun
Mangti hai pyasi dharti
Begunah jaano ka khun
Koi pani to nai hai
Ye hai insano ka khun
Ye hai insano ka khun
Mangti hai pyasi dharti
Begunah jaano ka khun

Ek sa hai rang sabka
Fark khuchh bhi to nahi
Ek sa hai rang sabka
Fark khuchh bhi to nahi
Dekh lo chahe milakar
Apno begano ka khun
Apno begano ka khun
Mangti hai pyasi dharti
Begunah jaano ka khun

Katal kar dete mujhe to
Maaf kar deta tumhe
Katal kar dete mujhe to
Maaf kar deta tumhe
Tumne kar dala hai lekin
Mere armano ka khun
Mere armano ka khun
Mangti hai pyasi dharti
Begunah jaano ka khun

Kab bhujegi pyas iski
Kya pata kisko khabar
Kab bhujegi pyas iski
Kya pata kisko khabar
Ye piye gi or jane
Kitne anjano ka khun
Kitne anjano ka khun
Mangti hai pyasi dharti
Begunah jaano ka khun

Rang layega kabhi
Har ek katra khun ka
Rang layega kabhi
Har ek katra khun ka
Khun ke har ek katre me
Hai ye tufano ka khun
Hai ye tufano ka khun

Mangti hai pyasi dharti
Begunah jaano ka khun
Koi pani to nai hai
Ye hai insano ka khun
Ye hai insano ka khun
Mangti hai pyasi dharti
Begunah jaano ka khun
Mangti hai pyasi dharti
Begunah jaano ka khun.


Parampara еще тексты


Видео
Нет видео
-
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 4