Kyun dooriyan hai darmiyaan Badh jaane de…. nazdeekiyan Har saans mein…. mehsoos kar In saanson ki madhoshiyan
Mera nasha aise chadhe Mera nasha zidd pe ade Mera nasha aise naa jaaye Jhoom jhoom jhoomta tu ja
Mera nasha tujhko hua Mera nasha hai khwab sa Mera nasha aise naa jaaye Jhoom jhoom jhoomta tu ja
Jis aag mein ye badan jal raha hai mera aye hum-safar Tu bhi usee mein jal jaayega Parwaane kyun shamaa pe machalte hain Mujhko aaj iss ka pata bhi chal jaayega Main hi shehad main hi zehar Mujhme teri shaam-o-sheher Meri inn panaaho mein Jhoom jhoom jhoomta ja
Mera nasha aise chadhe Mera nasha zidd pe ade Mera nasha aise naa jaaye Jhoom jhoom jhoomta tu ja
Main bhi hoon tanha Tu bhi akela Mauqa bhi haseen Milne ka hone de silsila Silsila bin kuch kahe kuch, sune, kuch kiye Kab main tujh pe mar gayi Mujhko pata bhi naa ye chala Lo mar gaye hum bekasoor Woh jee gaye jinka kasoor Aankhon se meri jaan le Jhoom jhoom jhoomta ja
Mera nasha aise chadhe Mera nasha zidd pe ade Mera nasha aise naa jaaye Jhoom jhoom jhoomta tu ja