Naino se yeh milkar naina, jaane kyun phir jhukh jaate hai, Naino se yeh milkar naina, jaane kyun phir jhukh jaate hai, Aage badhte hi kadam yeh jaane kyun phir ruk jaate hai, Dhadkano se hai guzarish, dor mein yeh baandh le jaaye humein Har uljhan ko sulhaaye, kasak meethi si de jaaye, Har uljhan ko sulhaaye, kasak meethi si de jaaye Aakhir dil hai naa...dil hai na... Yeh dil hai, yeh dil hai, yeh dil hai...sab iss dil ki ho toh mushkil hai Yeh dil hai, yeh dil hai, yeh dil hai...sab iss dil ki ho toh mushkil hai
Hawayein bhi, fizayein bhi, kabhi khush hai kabhi hairaan. Jawaan hai pal, shauk hai ghadiya, uthe hai machal sab armaan Nazaron se kehti hai nazrein ishq hai kya samjhaaye humein? Har uljhan ko sulhaaye, kasak meethi si de jaaye Har uljhan ko sulhaaye, kasak meethi si de jaaye Aakhir dil hai naa...dil hai na... Yeh dil hai, yeh dil hai, yeh dil hai...sab iss dil ki ho toh mushkil hai Yeh dil hai, yeh dil hai, yeh dil hai...sab iss dil ki ho toh mushkil hai
Kabhi tum bhi yeh kehdo na, tumko hai meri zaroorat. Mujhe har pal, chahte ho tum, mujhko tumse mahobbat Dekhoon ab toh koi surat, aap hi bas dikh jaayein humein Har uljhan ko sulhaaye, kasak meethi si de jaaye Har uljhan ko sulhaaye, kasak meethi si de jaaye Aakhir dil hai naa...dil hai na... Yeh dil hai, yeh dil hai, yeh dil hai...sab iss dil ki ho toh mushkil hai Yeh dil hai, yeh dil hai, yeh dil hai...sab iss dil ki ho toh mushkil hai
Bataun kya andhero mein yun, katt rahi thi zindagi kaisi. Magar ab hai zindagi mein meri, roshni ik zindagi jaisi Unn raahon par chal denge hum, aap raahein jo dikhlaaye humein Har uljhan ko sulhaaye, kasak meethi si de jaaye Har uljhan ko sulhaaye, kasak meethi si de jaaye Aakhir dil hai naa...dil hai na... Yeh dil hai, yeh dil hai, yeh dil hai...sab iss dil ki ho toh mushkil hai Yeh dil hai, yeh dil hai, yeh dil hai...sab iss dil ki ho toh mushkil hai