Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

√ R D Burman, Asha Bhosle - Как три мушкетёра Jagir, 1984 Sab Ko Salaam Karte Hain | Текст песни

Sab ko salam karte hai
Sabse kalam karte hai
Dekho tamase kya kya
Hum aaj sham karte hai
Koi nahi jo kar sakta
Hum vo kaam karte hai

Sab ko salam karte hai
Sabse kalam karte hai
Dekho tamase kya kya
Hum aaj sham karte hai
Koi nahi jo kar sakta
Hum vo kaam karte hai

Sab ko salam karte hai

Hum hans ke jeete hai
Hum hans ke marte hai
Khali khuda hai vo hum jis se dharte hai
Jis baat pe hum kissa tamam karte hai
Sab ko salam karte hai

Chabhi hum rahte hai sare khajane ki
Hum se khabar tum sun lo sare jamane ki
Aanko hi aanko me hum
Katale aam karte hai
Sabko salam karte hai
Sabko kalam karte hai
Dekho tamase kya kya
Hum aaj sham karte hai
Koi nahi jo kar sakta
Hum vo kaam karte hai.

√ R D Burman, Asha Bhosle еще тексты


Другие названия этого текста
  • √ Р Д Бурман & Аша Бхосле - Как три мушкетёра Jagir, 1984 Sab Ko Salaam Karte Hain (0)
  • √ R D Burman, Asha Bhosle - Как три мушкетёра Jagir, 1984 Sab Ko Salaam Karte Hain (0)
  • RD & Asha - Sabko Salam (0)
Видео
Нет видео
-
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1