Teri baahon mein mili Aisi rahat si mujhe Ho gayi jaan-e-jahaan Teri aadat si mujhe Dekhoon main jab tujhko toh Tab mera din ye dhale
Deewana kar raha hai Tera roop sunehra Musalsal khal raha (musalsal:continues) Mujhko ab ye sehra Bata ab jaayein toh jaayein kahaan? [x2]
O… Ab jaye toh jaaye kahaan?
Dard ka aalam hai hardum Bin tere o humdum Aankhon mein dikhti hai maayusiyan Jahaan bhi jaaun tere bin Badi mushqil se guzre din Chubhti hai dil ko khamoshiyan Raaz gehra jo hai tera Darr hai kaisa tu hai mera
Deewana kar raha hai Tera roop sunehra Musalsal khal raha Mujhko ab ye sehra Bata ab jaayein tto jaayein kahaan? [x2]
Dhul gaye dil ke saare gham Khushi se aankhein hai ye num Zindagi mein meri jab se aa gaya Dil ka armaan bana hai tu Meri pehchaan bana hai tu Saanson mein rooh ban ke tu samaa gaya Jaan bhi teri, dil bhi tera Tujh se hai mera savera o..
Deewana kar raha hai Tera roop sunehra Musalsal khal raha Mujhko ab ye sehra Bata ab jaayein toh jaayein kahaan? [x2]