Kabhi kabhi aisa hota hai
Jaage jaage koi sota hai
Bin chaahe dil khota hai
Kahin aisa na ho jaye
Sometimes it happens that
One sleeps while being awake
One loses heart without wanting
I wish such does not happen
Kabhi kabhi aisa hota hai
Jaage jaage koi sota hai
Bin chaahe dil khota hai
Kahin aisa na ho jaye
Kab armaan machlenge
Kisko hai ye pata
Kab mausam badlenge
Kisko hai ye pata
Who knows when desires
Will start playing,
When seasoms will change
Pyaar ho jata hai kaise
Jaane na jaane na
Jaane na jaane na dil tera
Your heart does not know
When love happens
Nazar se nazar mile
Nazar se nazar mile
To dekhengi aankhein sapna
When eyes meet,
Then they will dream
Jo yun koi saath chale
Jo yun koi saath chale
To lagne lagega apna
When someone will walk with you like this,
He will feel like your own
Nazar se nazar mile
Nazar se nazar mile
To dekhengi aankhein sapna
Jo yun koi saath chale
Jo yun koi saath chale
To lagne lagega apna
Baat jo badhegi
Baat baat mein
Khwaab hi khwaab
Honge har raat mein
When the matter shall escalate
Due to talks,
There shall be dreams
I every night
Hoga jab pyaar tujhe
Hoga na karaar tujhe
Tu ye soch le
When you shall fall in love,
Know this that
You won't have peace
Kab armaan machlenge
Kisko hai ye pata
Kab mausam badlenge
Kisko hai ye pata
Pyaar ho jata hai kaise
Jaane na jaane na
Jaane na jaane na dil tera
Nazar se nazar mile
Nazar se nazar mile
To dekhengi aankhein sapna
Jo yun koi saath chale
Jo yun koi saath chale
To lagne lagega apna
Aayega vo paas ki
Jo door hai
Maan ja ki
Hona ye zaroor hai
What is away from you shall
Come closer
Know that it shall
Definitely happen
Oh dil to deewana hai
Kab kahaan maana hai
Tu ye soch le
Heart is crazy
When has it ever been persuaded?
Know this
Kab armaan machlenge
Kisko hai ye pata
Kab mausam badlenge
Kisko hai ye pata
Pyaar ho jata hai kaise
Jaane na jaane na
Jaane na jaane na dil tera
Nazar se nazar mile
Nazar se nazar mile
To dekhengi aankhein sapna
Jo yun koi saath chale
Jo yun koi saath chale
To lagne lagega apna
Nazar se nazar mile
Nazar se nazar mile
To dekhengi aankhein sapna
Jo yun koi saath chale
Jo yun koi saath chale
To lagne lagega apna
Rahat Fateh Ali Khan & Anupama Raag еще тексты
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1