Teray siwaa kia, janay koi Dil ke halat Rabaa Samany teray guzri Mjh per, kaisi qayamat Rabaa.
Main wo kis tarah sy kroun bayan Jo kiye gae hain sitam yahan Main wo kis tarah sy kroun bayan Jo kiye gae hain sitam yahan Koi hum-nasheen hy na razdaan
Sunay kun meri ye dastan Koi hum-nasheen hy na razdaan Jo tha jhoot tha bana sach yahan Nahi kholi mn ny magar Zubaan Ye akeela pan, ye udaasian Meri Zindagi ke hain tarjumaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Kabhi sooni subho main ghoomana Kabhi ujarhi shaamo ko dekhna Kabhi sooni subho main khoomana Kabhi ujarhi shaamo ko dekhna Kabhi bheegi ankhoo sy jagana Kabhi betay lamhoo ko sochna
Magar aik Pal hay umeed ka Hay Mujhy Kudda ka jo assra Na he mn ny koi gila kia Na he mn ny de hain duhaaiyan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Main btauon kia mujhy kia milay Mujhy sabar ka he sila milay Main btauon kia mujhy kia milay Mujhy sabar ka he sila milay
Kisi yaad he ke ridda milay Kisi dard he ka sila milay Kisi gham ke dil mn jagha milay Jo mera hay, wo mujhy aa milay Rahay shaad yun he, mera jahan Kah yaqeen main badlay mera gumaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan Meri Zaat Zara-e-behnishaan Meri Zaat Zara-e-behnishaan Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan Meri Zaat Zara-e-behnishaan