Aankhon mein neendein, neendon mein sapne Sapno mein baatein teri meri Baaton mein shaukhi, shaukhi mein vaade Vaade saugaatein teri meri Ab na tootenge vaade kabhi Aur na tootengi jo kasam khaye hum aankhon se pyaar ki Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari
Baat na kisi se saya bhi tera Kaajal jahan wahan tera basera Ho aaye jaye suraj chaahe jahaan mein Tera bina mera ho na savera Tere kaandhe pe hi lagey, jannat jaisi koi jageh Ab na rab se gila, tu hai mila Ab na rab se gila hai ghata, aur mita saara yeh faasla Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari
Haathon mein mere teri lakeerein Meri saari saansein teri jageerein Dede chaahe koi saara zamana Badle mein doon na teri tasveerein Tere hone se hi main hoon Main thi, main hoon, tu hi main hoon Tujh pe main hoon fida, mujhpe khuda Tujh pe main hoon fida, ab tujhe kar na doon sajda mein yun adaa Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari