Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Rahat Fateh Ali Khan - Tere Siwa Kiya Jane Koyi Dil Ki Haalat | Текст песни

Pesni.guru - сайт для Гуру

Teray siwaa kia, janay koi
Dil ke halat Rabaa
Samany teray guzri
Mjh per, kaisi qayamat Rabaa.

Main wo kis tarah sy kroun bayan
Jo kiye gae hain sitam yahan
Main wo kis tarah sy kroun bayan
Jo kiye gae hain sitam yahan
Koi hum-nasheen hy na razdaan

Sunay kun meri ye dastan
Koi hum-nasheen hy na razdaan
Jo tha jhoot tha bana sach yahan
Nahi kholi mn ny magar Zubaan
Ye akeela pan, ye udaasian
Meri Zindagi ke hain tarjumaan

Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan

Kabhi sooni subho main ghoomana
Kabhi ujarhi shaamo ko dekhna
Kabhi sooni subho main khoomana
Kabhi ujarhi shaamo ko dekhna
Kabhi bheegi ankhoo sy jagana
Kabhi betay lamhoo ko sochna

Magar aik Pal hay umeed ka
Hay Mujhy Kudda ka jo assra
Na he mn ny koi gila kia
Na he mn ny de hain duhaaiyan

Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan

Main btauon kia mujhy kia milay
Mujhy sabar ka he sila milay
Main btauon kia mujhy kia milay
Mujhy sabar ka he sila milay

Kisi yaad he ke ridda milay
Kisi dard he ka sila milay
Kisi gham ke dil mn jagha milay
Jo mera hay, wo mujhy aa milay
Rahay shaad yun he, mera jahan
Kah yaqeen main badlay mera gumaan

Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan

Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan


Другие названия этого текста
  • Rahat Fateh Ali Khan-l30 - Meri Zaar Zarra e Benishaan (1)
  • Rahat Fateh Ali Khan - Tere Siwa Kiya Jane Koyi Dil Ki Haalat (0)
  • Yasib - Meri Zaat Zar-e-Benishan (0)
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
    Нет видео
    -