Lakh duniya kahe ‘tum nahi ho’ Tum yahin ho, Tum yahin ho Lakh duniya kahe ‘tum nahi ho’ Tum yahin ho, Tum yahin ho
Meri har soch me, meri har baat me Mere ehsaas me, mere jazbaat me Tum hi tum ho Tum har kahin ho Ho o laakh duniya kahe tum nahi ho Tum yahin ho, tum yahin ho Ho o laakh duniya kahe tum nahi ho Tum yahin ho, tum yahin ho
Tumne chhoda hai kab saath mera Thaame ho aaj bhi hath mera Koi manzil koi rehguzar ho Aaj bhi tum mere humsafar ho Jaaun chaahe jahaan tum wahin ho Ho o o lakh duniya kahe tum nahi ho Tum yahin ho, tum yahin ho Ho o o lakh duniya kahe tum nahi ho
Tum yahin ho, tum yahin ho… (repeats)
Khushboo banke hawaaon me tum ho Rang banke fizaaon me tum ho Koi gaaye koi saans goonje Sab sureeli sadaaon mein tum ho Tumko har roop me dil hai pehchanta Log hai bekhabar par dil hai jaanta Tu mere paas ho, dilnashin ho Ho o o lakh duniya kahe tum nahi ho Tum yahin ho, tum yahin ho Ho o o lakh duniya kahe tum nahi ho Tum yahin ho, tum yahin ho