Almadat ha almadat ha almadat maula - (4) Teraa divana hu maula, teraa parwana hu maula sun Aye mere data, aye mere maula - (2) Mujhko too manjil bata de, mujhko too rasta dikha de sun Aye mere data, aye mere maula - (2) Maula (maula ho maula, maula ho -2) Almadat ha almadat ha almadat maula - (2) Aa... maula, maula Maula ho maula, maula ho - (2) Maula maula
Dil bahut betab hain, nind hain na khwab hain Ek tufan dil me jaise, leta hain angdaiya Almadat ha almadat ha almadat maula Jindganee me hain kya, abb kahanee me hain kya Sans roke ke yeh jamana sun raha hain dastan Mere data mere maula, kaisee hai yeh mushkile Aur kaisa hain yeh imtihan Aye mere data, aye mere maula - (2) Maula, (maula ho maula, maula ho -2) Teraa divana hu maula, teraa parwana hu maula sun Aye mere data, aye mere maula - (2) Mujhko too manjil bata de, mujhko too rasta dikha de sun Aye mere data, aye mere maula - (2)
Uth rahee hain aandhiya, lut rahe hain karwan Mit rahe hain bag me, jo thein baharo ke nishan Har dagar sunsan hain, har nagar viran hain Dekhta hain teraa divana, yahee barbadiya Mere danta mere maula, lagta hain abb tut ke Girne ko hain yeh aasman Aye mere danta, aye mere maula Maula, (maula ho maula, maula ho -2)
Maula hoga aur bhee gehra andhera kya, aye mere maula Maula hain iss rat ka koi savera kya, aye mere maula Kya kabhee deewan kee janjir tutegee Kya kabhee mathe se kalak iske chutegee Kaid se ajad hoga kya junun ek din Rang layega divane ka khun ek din Maula........